Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Main desh nahi mitne doonga
Meri dharti mujhse poochh rahi
Kab mera karz chukaaoge
Mera ambar mujhse poochh raha
Kab apna dharm nibhaoge
Maine vachan diya Bharat Maa ko
Vachan diya Bharat Maa ko
Tera sheesh nahi jhukne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Woh jitne andhere laayenge
Main utne ujaale laaunga
Woh jitni raat badhayenge
Main utne sooraj ugaaunga
Iss chhal fareb ki aandhi mein
Iss chhal fareb ki aandhi mein
Yeh deep nahi bujhne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
(Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga)
Vande Mataram!
Vande Mataram!
Vande Mataram!
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Main desh nahi mitne doonga
Meri dharti mujhse poochh rahi
Kab mera karz chukaaoge
Mera ambar mujhse poochh raha
Kab apna dharm nibhaoge
Maine vachan diya Bharat Maa ko
Vachan diya Bharat Maa ko
Tera sheesh nahi jhukne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Woh jitne andhere laayenge
Main utne ujaale laaunga
Woh jitni raat badhayenge
Main utne sooraj ugaaunga
Iss chhal fareb ki aandhi mein
Iss chhal fareb ki aandhi mein
Yeh deep nahi bujhne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
(Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga)
Vande Mataram!
Vande Mataram!
Vande Mataram!
No comments:
Post a Comment