Chhupa bhi na sakenge
Bata bhi na sakenge
Huve hain yun tere pyar mein pagal piya
Jo tere na huve toh
Kisi ke na rahenge
Ki ab na kisi aur se laage jiya
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
Mili hai ik Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane ye zamaana
Kyun chaahe re mitaana
Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Thokar pe duniya hai gharbaar hai
Dil mein jo dilbar ka darbaar hai
Sajde mein baithe hain jitni dafa
Woh meri mannat mein har baar hai
Usi ka ab le rahe hain
Naam hum toh saanson ki jagah
Kyun jaane ik din bhi
Humko barah-maason ki tarah
(Barah maas: 12 months)
Jo apna hai saara sajaniya pe waara
Na tha mere kisi aur ka aanchal piya
Hazaaron mein kisi ko taqdeer aisi
Mili hai ik Ranjha aur Heer jaisi
Na jaane ye zamaana
Kyun chaahe re mitaana
Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Kalank nahi ishq hai kaajal piya
Main tera, main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera, main tera, main tera
Main gehra tamas tu sunehra savera
Main tera o, main tera
Musaafir main bhatka tu mera basera
Main tera o.. main tera
Tu jugnu chamakta
Main jungle ghanera
Main tera aa...
O piya main tera, main tera, main tera
Ho... main tera
Ho... main tera, main tera, main tera
O...
No comments:
Post a Comment