Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat ye jhoothi hai
Teri meri hai
Baat ye jhoothi hai
Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyaar mein roothi hai
Maana tu zara
Pyaar mein roothi hai
Apni ab ho na baat kahin
Aise haalaat nahi
Maan badli hai teri nazar
Badle jazbaat nahi
Aise haalaat nahi
Maan badli hai teri nazar
Badle jazbaat nahi
Chhode se chhootegi tu naa
Chhode se chhootegi tu naa
Itna ho jaaunga tera
Aage se roothegi tu na
Chhode se chhootegi tu naa
Itna ho jaaunga tera
Aage se roothegi tu na
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat ye jhoothi hai
Teri meri hai
Baat ye jhoothi hai
Ho Pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyaar mein roothi hai
Maana tu zara
Pyaar mein roothi hai
Kam zara zara hans ke roz tadpan
Kiya karun par hai ye bhi uljhan
Lage mujhe hansna jhooth mera…
Kiya karun par hai ye bhi uljhan
Lage mujhe hansna jhooth mera…
Darr laga rahe mujhko roz ye bhi
Tere haathon bhool se bhi
Jaaye kahin dil na toot mera
Tere haathon bhool se bhi
Jaaye kahin dil na toot mera
Khair ab jo mile mujhe
Wo sab mohabbat hai teri
Khair hadd se guzarna bhi to
Ek aadat hai meri
Wo sab mohabbat hai teri
Khair hadd se guzarna bhi to
Ek aadat hai meri
Tanha rehna aasaan kahaan
Mushqil ye kaam lagey
Itna sach hai tu maan isey
Hum tere naam lagey
Mushqil ye kaam lagey
Itna sach hai tu maan isey
Hum tere naam lagey
Chhode se chhootegi tu naa
Chhode se chhootegi tu naa
Itna ho jaaunga tera
Aage se roothegi tu naa
Chhode se chhootegi tu naa
Itna ho jaaunga tera
Aage se roothegi tu naa
Ann bann teri meri thi
Teri meri hai
Baat ye jhoothi hai
Teri meri hai
Baat ye jhoothi hai
Ho pal bhar auron ki tarah
Maana tu zara
Pyaar mein roothi hai
Maana tu zara
Pyaar mein roothi hai
Written by:
Irshad Kamil
Irshad Kamil
No comments:
Post a Comment